Thursday, February 25, 2010

Goya Andaz-e-Tazeem Hai

 

Goya Andaz-e-Tazeem Hai Ameeron JAisa

Mere Ander Ka HAi Insaan FAqeeron JAisa

Hum Ne Chehre Pe SAja RAkhi HAi Shehar Ki Ronaq

Mere Dil KA Aalam HAi Veeran JAzeeron JAisa

Uske Usaf-o-Khasaail

Ne Mughe Jeet Lia

Mere Mureedon Mein Tha Shakhs Wo Peeron JAisa

IS Se

Pehle Thi Aseeri bhi Rehaai JAisi

Ab Ke Aazaadi Mein HAi HAal Aseeron

Jisa

Usko Mohsin Ganwa Ke HAin Khasarey Ab TAk

Wo Jo Ik Shakhs Tha Mere

Sath MEin HEeron JAisa



1 comment:

  1. wo shaks jo sare rah mujhay ik more pay choor gya
    wo shaks main laun to kahan say

    jin raston ki naveed dayta tha
    vo musafatain main laun to kahan say

    jis kay anay say thin ratain roshan
    taroon ki jhurmat main vo chand main laun to kahan say

    Jo ungliyon say sajata tha baal mere
    dua may vo haath main laun to kahan say

    ReplyDelete